Ahmed Faraz Poetry
Books | Categories
tanha tanha
Har shakh chaman ki jal rehe hai
Har shakh chaman ki jal rehe hai
Kia baad-e-murad chal rehe hai
Hum hain ke fereb kha rehe hain
Duniya hai ke chaal chal rehe hai
Past this on:
Facebook
Read more »
Har aik dil ko talab har aik dil sawali
Har aik dil ko talab har aik dil sawali
Keh shehr-e-husan main jalwon ki kehet saali hai
Kahan hai dost keh aashob-e-deher se main ne
Tere kheyal ki aasudgi bacha li hai
Past this on:
Facebook
Read more »
Le urha phir koi kheyal hamen
Le urha phir koi kheyal hamen
Saqia saqia sambhal hamen
Ro rehe hain key aik adat hai
Warna itna nahe malal hamen
Past this on:
Facebook
Read more »
Hum hain zulmat main key ubhra nahe khorsheed ab key
Hum hain zulmat main key ubhra nahe khorsheed ab key
Koi krta he nahe raat ki tardeed ab key
Koi sunta tha hadees-e-ghum dil yun to magar
Hum ne cheri hai tere nam se tamheed ab key
Past this on:
Facebook
Read more »
Main dekh raha tha ke mere yaron ke barh kar
Main dekh raha tha ke mere yaron ke barh kar
Qatil ko pukara kabhi maqtil main sad di
Gahe rasun wo dar k aagosh main jhoole
Gahe haram wo der ki buniyad hila di
Past this on:
Facebook
Read more »
Aur aaj shikasta hoa har tok-e-talai
Aur aaj shikasta hoa har tok-e-talai
Ab fan mera darbar ki jageer nahe hai
Ab mera hunar hai mere jamhoor ki daulat
Ab mera janoon khaif-e-tazeer nahe hai
Past this on:
Facebook
Read more »
Hazoor muskara rehe hain meri baat baat par
Hazoor muskara rehe hain meri baat baat par
Hazoor ko na jane kia guman hai meri zaat par
Hazoor mun se beh rehe hain pek saaf kejiye
Hazoor aap to nashe main hain muaf kejiye
Past this on:
Facebook
Read more »
Teri baten he sunane aye
Teri baten he sunane aye
Dost bhee dil he dukhane aye
Phool khilte hain to hum sochte hain
Tere ane ke zamane aye
Past this on:
Facebook
Read more »
Jin k dam se thin bastina aabad
Jin k dam se thin bastina aabad
Aaj wo log hain kahan aabad
Jal rehe hain hare bhare gulzar
Ghum hoa hai kahan kahan aabad
Past this on:
Facebook
Read more »
Kuch ese hum ne kharabe basaye shehron main
Kuch ese hum ne kharabe basaye shehron main
Jo dasht wale they wo bhee uth aye shehron main
Hamari sada dilli dekhiye keh dhundte hain
Hum apne des ki baten paray shehron main
Past this on:
Facebook
Read more »
Dost jub thehre chaman k dushman-e-jan-e-bahar
Dost jub thehre chaman k dushman-e-jan-e-bahar
Zakham dikhlain kise phir seena chakaan-e-bahar
Nasha ehsas-e-khush waqti ne andha kr dia
Barq bhee chamki to hum samjhe churagan-e-bahar
Past this on:
Facebook
Read more »
Raten hain uddas dik karhe hain
Raaten hain uddas din karhe hain
Aye dil tere hosle bare hain
Aye yaad-e-habib sath dena
Kuch marhale sakhat aa pareh hain
Past this on:
Facebook
Read more »
Shahir
Jis aag se aaj jee jal utha achanak
Pehle bhee mere seene main baidar hoi thi
Jis karb ki shidat se meri ruh hai be-kal
Pehle bhee meri zeest ka aazaar hoi thi
Past this on:
Facebook
Read more »
Newer Posts
Home
Subscribe to:
Posts (Atom)