Books | Categories

Agr chup chaap tum daikho to dam aram se nikaly

Agr chup chaap tum daikho to dam aram se nikaly... Idhar ham hichki laity hain. Udhar tum roney lagty ho !

Past this on: Facebook

Unko Namoos Be, Izzat Be, Pazirai Be

Unko Namoos Be, Izzat Be, Pazirai Be! Mujko Ronay Ko Muyassar Nhi Tanhai Be! Apnay Hi Haal Pay Hasna Kbi Hans K Rona! Mein Bayak Waqt Tmasha Be, Tmashai Be!

Past this on: Facebook

Us Aada Se Bhi Hoon Aashna

Us Aada Se Bhi Hoon Aashna Tujhe Itna Jis Pe Gharoor Hai Mein Jiyoo Ge Tere Bager Bhi Mujhe Zindagi Ka Shaoor Hai Na Hawas Mujh Mein Janab Ki Na Talab Saba-o-Sahab Ki Tere Chashm-e-Naaz Ki Kher Ho, Mujhe Bin Piye Hi Saroor Hai Jo Samaj Le Tujhe Bewafa, To Is Mein Teri Kya Khata Yeh Khayal Hai Mere Damagh Ka Ya Meri Nazar Ka Qasoor Hai Mein Nikal Ke Bhi Tere Nam Se Na Giron Ge Apne Muqam Se Mein Qateel-e-Jor-o-Sitam Sahi Mujhe Tum Se Ishq Zaroor Hai

Past this on: Facebook

Piyas aisi k pee jaon samander sare

Piyas Aisi K Pee Jaon Samundar Sarey
Naseeb Aisa K Mayasar Zehar Bhi Nhi

Be-Los Wafaein Koi HUM Se Sekhy "FARAZ"
Jisy Toot K Chaha Usy Khaber Bhi Nahe

 

Past this on: Facebook